sanam – aaj na jaana lyrics
Loading...
kyu kahin ko jaana
aa..idhar ko aana
manle kehna aaj na jaana
aaj na jaana…
itni bhi jaldi kya baat
thodha kareeb aa mere jara
ghar jaldi jake karegi bhi tu kya
mein joh ruka bhi na raha
kyu kahin ko jaana
aa..idhar ko aana
manle kehna aaj na jaana
mere liye rukk ja jara tu abhi
kar galti abhi ke abhi
tere mere ke baare mein jaante sabhi
phir parwaa kya …
tere aagey dikhta kuch nahin
aisa rehna lagta hai sahi
tere mere beech na aaye koi
aur kehna kya
kyu hai farak padta
itna na soch jaane de jara
ghar jaldi jake karegi bhi tu kya
mein joh ruka bhi hoon yaha
kyu kahin ko jaana
aa..idhar ko aana
manle kehna aaj na jaana
tu yahi peh rehna
Random Lyrics
- meshell ndegéocello – crazy and wild lyrics
- ace – arch nemesis lyrics
- granuja – prende el tv lyrics
- ray lamontagne – she’s the one lyrics
- wahyu selow – selow lyrics
- 일리닛(illinit) – chill out lyrics
- montana max & shiml – wiege der nacht lyrics
- marius müller-westernhagen – komm’ in meine arme lyrics
- pacewon & mr. green – hip-hop lyrics
- dunkelbunt – cinnamon girl lyrics