shamikh & alisoomromusic - afreen lyrics
[intro]
woah
woah
[chorus]
hansi teri jaisi dekhi nahi
kho jaayein jab bhi dekhi wohi
meri afreen
[verse 1]
milke hum kho jaayein
doori seh naa paayein
adaaon par fidaa hain
jo sun ley, usko sunaayein
fitoor ban gaya mera junoon
tera hai saara kasoor
tu meri aarzu (oh)
[chorus]
hansi teri jaisi dekhi nahi
kho jaayein jab bhi dekhi wohi
meri afreen
[verse 2]
narmi se bulaaye (bulaaye)
pyaar may dil beh jaaye (beh jaaye)
milay bhi ‘gar aazmaaish
yaad aaye meri aasaaish (yaad aaye)
poori (hmm) karde tu har kami (meri)
jahan tu hai ghar hai wahin (hai wahin)
pyaar yeh aam nahi (nahi, nahi, nahi, nahi, nahi)
[chorus]
hansi teri jaisi dekhi nahi
kho jaayein jab bhi dekhi wohi
meri afreen
[bridge]
hum thay baaghi maana sahi
teri wafadaari tab thi nahi
ab hum saath aur humraahi
mera tu mustaqbil, duniya maazi
[chorus]
hansi teri jaisi dekhi nahi
kho jaayein jab bhi dekhi wohi
meri afreen
[outro]
ho meri afreen
ho meri afreen
meri afreen
Random Lyrics
- sunshine christo - turbo burrow lyrics
- alldiza - vse nashliii lyrics
- eli rose - les étoiles lyrics
- lenny and varda - royal priesthood lyrics
- gené (zrk) - в клубе (in da club) lyrics
- reallyhoax - see through lyrics
- galstarr - der seelenschmuck der befreiung lyrics
- asuzora & tsuyoshi a. - space boyz lyrics
- blaze (country dons) - they don't get it lyrics
- tdubb (rapper) - ricky! lyrics