shashank, dronark - kalpvraksh lyrics
kalpvraksh lyrics
shreyan swa+dharmo vigunah para+dharmat sv++n+shthitat
swa+dharme nidhanam shreyah para+dharmo bhayavahah
कर्म
andhkaar asmaan ye grahan hai sabak
hui subah bhitar mann ke mere jaga hai tapas
goonje kaano mei har pashu pashi aur har ek manas
kalik mathein pe lalach ki, aur hai daulat ki chamak
parlok ka ye chakravyuh aur g+ya me bhatak
waha shav pade dharti pe, huzur hai takhat
m+n+shya roopi daitya, kis guroor mei jagat?
anjaane mei anarth apne vinaash ke janak
sab hai doshi sab paroste maalin vyahvaar
toh chhoda sab kuch piche mene mera ghar baar
chuna karma ne mujhe kyuki lobhi hai sansaar
ab prakash daale soch pe prakashanadhikar
bina ruke vidyut b+rs+ mene maari jhankaar
jwala ke piche ka karan hoti choti angaar
pothi pe likha gaana, gaana banega mandaar
kalpvraksh pe khada me, niche bethe santaan
a human mind is the greatest resource in this universe
कर्म
andhkaar asmaan ye grahan hai sabak
hui subah bhitar mann ke mere jaga hai tapas
goonje kaano mei har pashu pashi aur har ek manas
kalik mathein pe lalach ki, aur hai daulat ki chamak
hai tadap hai nasha na charitra mei sahoor
hai bhanak, durlabh shanti aatma se door
kya sahi kya galat, deta sukh, manzoor
kya hoon kaid ya azaad ya pinjare mei mashgool
kaliyug ghor paap mujhe jaana vanvaas
har chabutre pe cheekhe inquilab zindabad
yoma dekhta nhi niche bas nikalta bhadaas
kyu horaha hai kya, koi nahi mangta jawab
koi ni mangta hisaab, ni padhta kitaab
jhooti shaan jhooti chaud leke jhoota khitaab
jeevan shailly hori maili, jivit rehna viraag
sab chale ussi rah pe to jau me kyu khilaaf fir?
dikha kasoor toh fir mene bhedi lanka
aur ye panchi khud ke parr ko katein khudki lanka bhedi
chahte udna lekin boli batein tumko shanka deti
ya fir ambar chhune ki tumhari mansha hai nhi, kyu
khud ke malik banke dekho, karli tumne dekha dekhi
zindagi ke sath tumhari chalrahi hai hera feri
jo jata hai woh aata kyuki duniya tumsi tedhi nahi
sira nahi milega ye duniya theri gol
the tree of life
Random Lyrics
- nardean - westside lyrics
- the diplomats (soul group) - i’ve got the kind of love lyrics
- christopher stills - ce qui me touche lyrics
- pham quynh anh - vai “ác” lyrics
- poteryalsya - говори с богом (talk to god) lyrics
- drogoton - hello (cover) lyrics
- management - multiculti supermarket lyrics
- arpsweatpants - over the edge lyrics
- blake shelton - austin (acoustic) lyrics
- henny vrienten - blues van het lege bed lyrics