silk route - sabse peeche hum khade lyrics
Loading...
zaara naazar uthake dekho
baithe hai hum yahi
bekhabar mujhse kyon ho?
itne boore bhi hum nahin
zamane ki baaton mein uljho na
hai yeh aasaan janana
khud se jo agar tum pooch
hai hum tumhare ke nahi
teri aankhon ka jaadu
poori duniya pe hai
duniya ki iss bheed main
sabse peeche hum kahden
mehfile aayi aur g-yi
log aaye aur g-ye
tum jo aaj aaye ho
dil mein ho bas g-ye
muskarake baat taalo na
phir miloge jo kahi
dekhana yahi kahoge
itne boore the hum nahi
teri aankhon ka jaadu
poori duniya pe hai
duniya ki is bheed mein
sabse peeche hum khade
teri aankhon ka jaadu
poori duniya pe hai
duniya ki is bheed mein
sabse peeche hum khade
Random Lyrics
- beastie boys - she’s crafty lyrics
- bromstad billionaires - colakar lyrics
- killer mike - super clean/super hard lyrics
- charizma & peanut butter wolf - my world premiere lyrics
- aztbm - undefeatable lyrics
- jonah cruzz - chakras lyrics
- lars lilholt - fandens fiol lyrics
- da tweekaz - feel the night lyrics
- arsonists get all the girls - listen to the color lyrics
- audio bullys - we don't care (mutiny vocal scrub remix) lyrics