azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sos & 30key! - kavi kehna chahte hai lyrics

Loading...

the song is currently being transcribed! do not edit + gaushgang

[part i]

[intro: aatankki]
ek toh jab humne mo se baat ki thi, ki, “bhai ye concept hai”, mo ne bhi bola tha, “nahi bro like aisa kuchh nahi hai”
ugh, ye karke bola tha naa usne?
aur uske baad ek baar toh wahi tha ki jab tumne, i think “naamcheen”? ki “namastute”? kispe? one of those songs uske baad like, ugh, tu bhi matlab, hamara bhi wo chal raha tha ki bhai kya kar rahe ho? kitna likh rahe ho? wagerah aur tune merko bola tha inse puchh
ugh, and maine ya toh calm se puchha tha ya encore
ki bro kya scene hai, ugh, it was i think there are similar concepts scheduled [?]
um, and yahi jawaab aaya tha ki, “nahi aisa kuchh nahi hai”

[verse 1: tufail]
delhi chhayanve ka sadak+chhaap
ye baatein ghumake bas karta hai baat
anthem mein banta ye ajmal kasab
tu mujhe kaise bolega pattharbaaz
mai patthar ni maaru par todunga kaanch
tu basanti banti, jo mo bole naach
do ekam do, do dooni do chaar
par mo bole paanch toh do dooni paanch
aaja bhai rakhu mai haath quran pe
jo bhi tu bola woh sach nahi
jo bhi khabri tera khabar pohoncha de
usse teri khabrein hai sach nahi
phone ko hack karne wali baat
aur nudes ko leak karne wali baat
kidhar se laya tu oye madarzaad?
mai khada hu, leke aa proof bhai
you called me a terrorist, motherf+cker
ni socha tha itna tu girega
meri chhaati pe kidhar se dekha nishaan tu?
aaj sm nation sochega
teri gandi khanzeer si kaatu zubaan
“hijda” dobara tu bolega
tu jaldi le samaj ki woh bhi insaan
warna tu kinnari se pitega
mujhe pata tera propaganda
par mai kode nai hu bete, mai naa jhoot hu sehta
tere til wale gaal pe mai ghoosu chaanta
teri legacy bigaada kaun? bete woh mai tha, ugh
mujhe pata tera propaganda
tu ni best in the bizz, tere muh pe kehta
tha ni gaana tera diss, tha kashmir agenda
isko jail mein ghusaake maaro gend pe denda, ugh
hindustan ki kasam ye haara
meri jeet nahi inse gawara ho rahi
awaam ko khali bhatkara
nahi chucho pe soyega ab ye dobara
behen ka, karwana chaahta batwaara
soorma kehke ye mazhab pe jaa raha
bots ko paise deke baitha sala
desh mein nafrat ki aag faila raha
chal chhod du meri ab karni mai baat
label se nikla tha bata kyu rak?
prabh ki karo hi koi naa tum baat
bol hua kya “4/4” ke saath ?
ijaazat le phir lena ahmer ka naam
hai sachi woh bade abba ki aulad
par tera ni pata tu kiski aulad
tu topic naa flip kar ye naa koi cart
[interlude]
ho+ho, ho+ho, ho+ho, ho+ho, ho+ho, ho+ho, ho+ho

[verse 2: aatankki]
rapper kam zyada sharabi ye
khoon mein tere kharabi hai
sach na bole zara bhi ye
peeth pe mere dunali hai
dono ko pelu mai, dono ko khaa jaaye
hume kya patharbaaz bole, tu bacha hai?
sacha hai, bol phir bandi ne ig pe daali thi story jo
kehti thi mujhe woh abj bacha hai
kaafi nihayati banda hai
abj bataa tu?
abhi tak kitne ka kataa tu?
abhi tak tujhse chhupayi baatein
lekin aaj mai woh saari batadu
chats hai mere pe saari ki saari wo
video ke aage mai lagadu
banti ni tumhari aapas mein kehti thi
dost hai abj maza lu
dhanda hai band tera, label kahaan tera?
chalo ek minute mai toh hype le raha
baaki aur bhi artist hai kaam bina
jinke paiso se bana tu khudse naa
abey gaand mein daal ye allegation
tujhse milne mai aaunga police station
dono pagal ho chuke hai nashe karke
jao pahado pe karke aao meditation
abey behen ke, sharam kar diss ke naam pe failata hate tu
aake badam le, thoda sa kaam le, chhote dimag se
itna bhi jhoot mat bol awaam se
calm se leta tu khaali bas kaam hai
calm naa hota toh hota naa yahan pe
teri ghar wali hai mere makaan pe
badnaami ho rahi hai teri bazaar mein
uday ka naam le muh sambhaal ke
uday se bana tu muh pe lagaam de
desh ki baat naa lana zabaan pe
b3 ki battle naa tujhe ab yaad hai
mere se pehle bhi the tum azadi mein
mere the jaane ke baad bhi wahi pe
dalle hume bole desh+drohi
shayad kashmiri hona hi yahaan galat hai
saat saal kashmir se bahaar mai delhi ki sadko pe naake lagake
tujh jaise chutiye yahaan bhi bohot se
facts ko chhod ke baate banate
leak ki baat ab karenge baith kar
mujhe saboot de aake debate kar
warna phir court mein milenge dono bhai
duniya bhi jaanegi kaun hai hacker
insecure the launde ye dono
tum jalte the prabh se andar hi andar
phir paid promotion kara ke ye mo se
label mai chalaate the ye scandal
tum sikhe ho ussi se mic pe chadhna
baap tumhara woh chhu ke aao charan
sun abhi bhi waqt hai calm tu badal le side
tu jaanta hai sach hai kidhar
tu hijda bola mujhe, hat saale
akhir wo bhi toh hote hai insaan
ab taali bajauga teri mai maut
mai karunga tujhe bhi ruswa
bouncer chahiye tujhe tere hi shehar mein
gaand mai de naa koi danda
auro mein tumhe naa ghusne diya
saalo cancel saara propaganda
[part ii]

[intro: ?]
what i’ve observed from day one
is this, there’s always been this circle you know of mo and seedhe maut aur
and it’s just them deciding ki kya hai, it’s+it’s never gon’ pass that row
it wasn’t a very in+inclusive sp+ce, you know
it’s, oh we are one, we are azadi, lund hai
it was, it was always about just, ugh, keeping this very, the, aanh, kind of a groupism was going out there, you know
it, it, there was it, it was, it was always, like i always felt like an outsider there bro
and i was treated like one also, there wasn’t, i didn’t feel like i could, i could grow there
even if i could, they wouldn’t let me for sure and it’s very obvious by the things they did and are still doing
ugh, it’s a ponzi scheme bro that azadi records is, ugh, it was, it’s an actual ponzi scheme
people who have invested in that know it’s a ponzi scheme bro
and sooner or later mo is gonna get call+called out for this sh+t
and—
skrr

[verse 1: tufail]
kya hai beef?
maarke sach, jhoot ko batana
kya hai beef?
underground rapper’on ko bas dabaana
kya hai beef?
maa ki gaali do par bandi pe na jaana
kya hai beef?
kuchh bhi bol de kashmiri hai ye sala
kya hai beef?
zara scalp dem video chalaana
asal desh+drohi hai ye, ladka bhosdi kabaada
lagta drake, ye underage koodiya pataata
it’s a trap, inke bade naam pe naa jaana
cl!ckbait bola pehle ye phir do+do diss nikaala
youtube, ig, reddit pe iske khilaaf sab kuchh hatwa raha
kuch logo ko paise offer karke info ye mangwa raha
iski neendein chheeni maine, isko aata ni araam ab, aanh
oye, oye, pattharbaaz
shaitaan hai tu bada feku, patthar bars mai
shaitaan hai ye saare, jab uday ki amma chal basi
inko naa padaa fark, inko shohrat ka bukhaar hai
aur ye nri ka choda kya bol raha? hum split hue?
chori ka commission leke hota faraar hai
ji ye rgi pe so raha tha humaare
apni jebo ko bharke udta tha lodu business class mein
jaake puchho tum hai nikhil se azadi kya?
jaake puchho tum hai ali se azadi kya?
jaake puchho tum sofire se azadi kya?
jaake puchho iske apno se azadi kya?
kuchh inse darte unko khauf hai azadi ka
inke farzi contracts mein azadi kahaan?
ye muh ni lagta isko khauf hai talaashi ka
ye le jashan ab azadi ki barbaadi ka
[bridge: tufail]
hmm, teri fanbase mein filter laaya sos
sau mein se tujhse tees cream chheena sos
le interviews ka mozu hai tera sos
phirse dikna ni, shoot on sight kare sos

[verse 2: tufail & aatankki]
tbsm matlab tatte bane seedhe maut
tatti bache, sh+tty moves, tedi bund, sadaa muh
tbsm, tera bhai seedhe muthh
delhi ko pyaar par sm ko tufail bheje seedhe maut
neeche bohot
maana mai hum hai par ye neech hai bohot
azadi se leke paisa tune bhi toh diye shots natkhat mein
pehle bola alamgaar ni suna
phir kehta shout out tha tufail ko, ye khatmal hai
sirf gaano mein ye hard real life mein ye makhmal hai
umar mein bada humse par akal se akmal hai
story’on mein ro raha ye bacho ki tarah
ye chatak chuka, sar ke bal gira tha shayad bachpan mein
rok na paayega, saath awaam hai khada aur mere pe dua
tere gaane chalenge na ghar walo ke beech mein, lage bad dua
yiman mondan aess raay yima na poshi kaanh?
koshur hip hopuk haan phreth naa waen yiman nyeari zaanh
koshur hip hop yotni wout tyuth na kochay kaanh
koshur hip hop wich kot wout alhamdulillah

[outro: ?]
kitna kuchh dekha hai inn dino
shayad ab tumhe samajh aayega ki what we’ve been through all these years because of them
sab bl++dy game nothing else
hamari mehnat, hamara kaam, it’s a bl++dy game
magar ab nahi
aur tum jo chup ho kyunki ye famous hai, speak up before it’s too late
industry games are done aur in sabko bachaana ab bohot hi mushkil hai

[part iii]



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...