
strings - sar kiye yeh pahar lyrics
sar kiye yeh pahaar
daryaon ki gehraiyon mein
tujhay dhoonda hai
aa bhi ja aik baar
meray yaar esay na looto meray
mann ka qarar
sar kiye yeh pahaar
daryaon ki gehraiyon mein
tujhay dhoonda hai
aa bhi ja aik baar
meray yaar esay na looto meray
mann ka qarar
ho..
ho g-ya hai tumsay pyar
ho..
ho g-ya hai tumsay pyar
meray yaar esay na looto meray
mann ka qarar
meray yaar esay na looto meray
mann ka qarar
jidhar bhi dekhoon
tuhi nazar aati hai
aankhain band karloon to
tu aur kareeb aati hai
jidhar bhi dekhoon
tuhi nazar aati hai
aankhain band karloon to
tu aur kareeb aati hai
meray yaar esay na looto meray
mann ka qarar
meray yaar esay na looto meray
mann ka qarar
khushboo teri
mujhay jo choo jaati hai
meray mann mein kesay
yeh deep jala jaati hai
khushboo teri
mujhay jo choo jaati hai
meray mann mein kesay
yeh deep jala jaati hai
meray yaar esay na looto meray
mann ka qarar
meray yaar esay na looto meray
mann ka qarar
ho..
ho g-ya hai tumsay pyar
ho..
ho g-ya hai tumsay pyar
(hmm)
sar kiye yeh pahaar
daryaon ki gehraiyon mein
tujhay dhoonda hai
aa bhi ja aik baar
meray yaar esay na looto meray
mann ka qarar
sar kiye yeh pahaar
daryaon ki gehraiyon mein
tujhay dhoonda hai
aa bhi ja aik baar
meray yaar esay na looto meray
mann ka qarar
Random Lyrics
- tha joker (us) - racks lyrics
- lowkey - we don't want them lyrics
- eppy - shottati lyrics
- balthazar - i'll stay here lyrics
- the kinks - victoria lyrics
- señor mostaza - bipolaridad lyrics
- paquito d'rivera - on green dolphin street lyrics
- j rab - go hard lyrics
- new sound 13 - back for the holidays lyrics
- panic! at the disco - let's kill tonight lyrics