azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sajid-wajid feat. sonu nigam – meherbaniyan lyrics

Loading...

hai saaz tu, tera tarj main
tu hai dawa, aur marz main
dildar tu, khud garz main
hai geet tu, tere lafz main
tu hai dua, aur farz main
azaad tu, aur karz main

hai shaam tu, tareef main
tu chain hai, takleeef main
tujh se mila toh paa liya, har cheej main
hai khwaab tu, taabeer main,
maana tujhe taqdeer main
tera hua iss bheed mein, iss bheed mein

hai teri meherbaani,
ki andheron se hum mukhar gaye
hai teri meherbaani,
ki bin jaane hi hum sanwar gaye

hai tu hi toh hai bewafa,
tu baarish meri, savera mera
main tera hoon raasta,
hai kashti teri, kinara mera
hai tu hi toh hai bewafa,
tu baarish meri, savera mera
main tera hoon raasta,
hai kashti teri, kinara mera

hai teri meherbaani,
ki andheron se hum mukhar gaye
hai teri meherbaani,
ki bin jaane hi hum sanwar gaye.



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...