tony kakkar & neha kakkar - zindagi mil jayegi lyrics
mujhe teri wafa ka
sahara mil jaaye to
zindagi mil jayegi
zindagi mil jaayegi
meri doobi si kashti ko
kinara mil jaaye to
zindagi mil jayegi
zindagi mil jaayegi
tumhein maanga dua mein
tu shaamon mein, subah mein
main tera hoon mulaasimul
tu shaamil hai khudaon mein
mere mahtaab tera
nazara mil jaaye to
zindagi mil jayegi
zindagi mil jaayegi
nahi chaaha mujhe kisi ne
na apna banaya hai
tu mujhe lagta hai kismat se
mere hisse mein aaya hai
mujhe ab mere hisse ki
khushiyan mil jaayein to
zindagi mil jayegi
zindagi mil jaayegi
bada masoom tha dil mera
kitnon ne dukhaya hai
haan bohat roya hai yeh chhup chhup ke
tumne aake hansaya hai
meri kaali si raaton ko
sitara mil jaaye to
zindagi mil jayegi
zindagi mil jaayegi
tumhein maanga dua mein
tu shaamon mein, subah mein
main tera hoon mulaasimul
tu shaamil hai khudaon mein
mere mehtaab tera
nazara mil jaaye to
zindagi mil jayegi
zindagi mil jaayegi
mujhe teri wafa ka
sahara mil jaaye to
zindagi mil jayegi
zindagi mil jaayegi
Random Lyrics
- lakshmi - northern sky lyrics
- kvn - pile ou face lyrics
- kai anerahs - the gift lyrics
- marlena shaw - look at me, look at you lyrics
- fanny lu - romper el hielo lyrics
- bogues - unpacking boxes lyrics
- helado infinito - estoy bien lyrics
- musa reems - 44 4's lyrics
- matrang - привет (hello) lyrics
- v del rossi - sussigkeitenladen (süßigkeitenladen) lyrics