udit narayan – jaadu teri nazar lyrics
jaadu teri nazar, khushboo tera badan
tu haan kar ya naa kar
tu haan kar ya naa kar
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
mere khwaabon ki tasveer hai tu
bekhabar meri taqdeer hai tu
mere khwaabon ki tasveer hai tu
bekhabar meri taqdeer hai tu
tu kisi aur ki ho na jana
kuch bhi kar jaaonga main deewana
tu haan kar ya naa kar
tu haan kar ya naa kar
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
faasle aur kam ho rahen hain
door se pas hum ho rahen hain
faasle aur kam ho rahen hain
door se pas hum ho rahen hain
maang loonga tujhe asaman se
chheen loonga tujhe is jahaan se
tu haan kar ya naa kar
tu haan kar ya naa kar
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran
jaadu teri nazar, khushboo tera badan
tu haan kar ya naa kar
tu haan kar ya naa kar
tu hai meri kiran
tu hai meri kiran.
Random Lyrics
- evy raine – shadows lyrics
- fade 2 black – pasti bisa! lyrics
- for today – flooded earth lyrics
- mine – raus raus raus lyrics
- tryo – album live version lyrics
- standing egg – yell lyrics
- king – love & pride lyrics
- au5 feat. tasha baxter – snowblind (feat. tasha baxter) lyrics
- akb48 – お姉さんの独り言(team k) lyrics
- john dahlbäck feat. alexx mack – count to ten lyrics