azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

xayar – haqeeqat lyrics

Loading...

[verse1]

inhe lagta hai halwa hai ek gaana
fake baat ni, bhasam karun fake taana
blessings mile mujhe bade bhaiyon se
kuch chhote bhaiyon se, kuch buraiyon se
never claimed that i’m the best
phir bhi chhodun ni samne koi aa jaaye to
kabhi diya ni khud ko ek minute rest
k!ll kiya maine mere armaano ko

ye asan ni hai be artist wala kaam
inhe lagta hai maine bas beat pe bahaya hai
samjhaye kaun, khoon se jalaya hai
boht tadpaya hai, boht rulaaya hai
don’t give up bro! maine bola lad lange
samne koi bhi aa jaaye, sala wahi dhar denge
kon bola sonu chup chap rehta hai
kabhi jaake puchna wo kitna kuch kеhta hai

likha padha sikha maine kiya maine kaam boht
views ni aatе kyunki chalta ni art boht
raw kalam se ye bache ni smjhte
kalakaari ki hai maine behad kalam se
khaayi thokar maine, kabhi haara ni
back to back backlog, han main bechara ni
mere kaam ke bich me mat aana
aath saal se main sanka hun, bolunga dubara ni
[hook]

ye haqeeqat hai be
koi sapna ni, apna ni, baat koi karta ni
ye haqeeqat hai be
guroor mera manzil, aur baki ka pata ni
ye haqeeqat hai be
yahan kaam ni, daam ni, raat ko aram ni
haqeeqat hai

[verse2]

toughts suicidal, na mera koi idol
na baitha kabhi idle, main to khela hi ni
ajkal mere bhai sab, paas mere aaye sab
bole karun k!ll, abhi to main pela hi ni
sideline kiya maine mere saare fake sh+t ko
khud ki hai mehnat par respect dun sabko
n0body bro, no n0body bro
koi bhi dikha de mujh sa great main yhi hun

religion art mera, ek artist main
lyrically game ka dekh eklauta kaatil main
value mere gaano me zyada
teri baaton me kaam, dekh khud m hun kabil be
kuch ban ke bhi nai bana hun
log karte hai shaq, aj bhi mere gaano pe
chaar saal mera ghar ni tha, depression me tha
kabhi bola ni saalon se
ilzaam lage mujh pe hazar
kiya mehnat din raat
phir kyun hua nahi paas
backlog mera sar chadh bole
isse achha to kar leta industry paas
badnam par mujhe koi farak ni
tadpa par zindagi narak ni
kitna kuch dekha hai sikha hai
bandi paisa yaar, par mujhe koi tharak ni

[hook]

ye haqeeqat hai be
koi sapna ni, apna ni, baat koi karta ni
ye haqeeqat hai be
guroor mera manzil, aur baki ka pata ni
ye haqeeqat hai be
yahan kaam ni, daam ni, raat ko aram ni
haqeeqat ha



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...