young stunners - emiway thandai lyrics
chupay raaz har alfaaz mai
baaten gehri logon ko samajhne mai lagjata time itna khaas mai
mera naam ata yahan k itihas me
tu wahan ka limoo tujh me sirf khataas hai be
rakh apne saaray ch-llon ko tu apne p-ss
is awaaz ki parwaaz se tou khanste ye rastay
is hadsay ka zimmedar tu khud asteen mai jhaankle
jiska gaana ab ab ussi ki beat pe uski laash dekh
tu agar pagal tou
khar dimag mai, emiway thanda hai asal aag mai
ab salay jal mere bars se, kahega nai muqable ke
kiun ke tu woh sh-gird mera jo dikha na cl-ss mai
bache aa tujhe school kerun
gully ka jungli kutta bhonken tu fuzool mai kiu
tujhe chaapnay se behtar mai real rahun doob marun
dhazz dhazz dhazz
andhay fire chalen bach bach bach
karachi se chali goli bheje pe derai tere dastak ab
ki teri bak bak band
bata dunya ko maine teri copy ki ya keh ke lee
par suna k tu sach nai bolta, banata hakuna matata
phir mera lun phar, ana pe leke jung lar, kuch ker ab apne dum par
likh k rap nai keray, parhe jese koi mantar, nache jese bandar, not afraid sun kar, shor kere o phuddi k kam ker
ek kaam ker, zabaan par ek topa bana takay jab b teri ye jhooti zban chalay
mu khulay yaad rahay
tu em ka topa bhi nai hai
sach ko hazam ker
shor bache kam ker
bas inke bol bachan oonchay
par apne ag-y ye choontay
kuchleng-y ab inhen chun chun ker
jisse dikkat woh ake mera
popcorns le aur ab ye soft p-rn dekh, mic mera bina kisi shockmount ke
isse dikhne mai behtar tou mechanic mere goon ke
this some rebound sh-t
mumbai ko garam kera aj bhai ne k town se
hamari dhazz dhazz dekh aur
in ki bhao bhao dekh
baandha hua inhen aaj roundabout pe
kankar maar maar kerdo inki shetani kaali bund laal
sirf lafzon ki ye jung yaad rahay
log bolen inki bund phaar
lyrically in ki bund maar
isse ziada tou mera lun hard
mat ban hard
mere homies tujhpe haste unko kehta tha mat has yaar
ainda gaali dene se pehle socheng-y ab ye dus baar
pasand mujhe khali rasta
apne ch-llon ko bol keren yahan na bus park
aa nikalun tere andar ka mai russ baahur rap se break up
ja phir se apni nuss kaat
sach yehi k ye sasta
karak bane magar khokla ye dogla hai kuss ka, diss tera bara chuss tha
iska likhne ka deta tum saaron ko nuska, aunga jaunga khaunga
hip hop k naam pe mai lallu banaunga, har chutye ganay ka video banaunga
mooton ga public pe phir b chaljaunga
bantai ki public, bantai ka jhund
bantai ki bund
yehi kerta rehjaunga
india mai raaton ko bache daraunga, picture mai aunga
sallu banjaunga
samajh mai aya kia?
tere chamach se khaya kia?
isse mai saal chota phir bhi isse hard kiu ke har bar mera art
iski tarah tuchhon se likhwaya na
sunne wale mere aj bhi hain sath kharay
sath parhe sath barhay hue baar baar larhe hue phir bhi kandhay dekh sath jurray hue
tum tou salay aaj baray hue
mere baad charhay, tere yahan ilaaj bare
pagal
apna yahan raaj chalay, woh bhi saalon se
ghaseet raha in jeson ko pakar k baalon se
agar isse suna hai tou maafi mango kanon se
nikalo teer ab apni choti si kamanon se
mai khara apne dum pe jani saalon se
ye new school aur mai old school, hum jese badshah mughal
lareng-y talwaron se
banta ye sallu par
bp dekhe mallu
tere jese dus mai ek niwale mai nigal lun
emiway anyway take this as a penalty ay
lose yourself kiu choda tune baaqi baaten rehne de
ab bol salay k wo tune kiya kis ke kehne pe
woh tera g-y bro, jay pol
kiu tujhe bola nai k em ka gaana nai chod
tere apne bhi ab boleng-y k mai sahi bohat
jo rahi baat diss ki
tou apna diss aya tha in logon se pehle
in dono ka beef planned tha
gully boy? who’s not even from gully boy
asal promotions mai in dono ka hi tou hand tha
bas beaten hard, ek hi flow, ek jesi baaten, sab ki hon, jo chalega woh kerega ye kahe ka independent bro?
altaf bhai mode, daalo inhen bori mai
rehta mai high bohat, phir b sabki story pe
ye jese tory lanez sasta wala 6ix9ine
par ye woh rang barangi patang jiski mere hath dori hai
tu dekha holi wahan yahan mai bhi dekha holi
magar khoon ki
nai chahiye mujhe fame koi
16 saal ka tha tabse mujhe mera shehr jaanta
aur maanta kiu k mai baat kerta sirf dilon ki, aman ki, sukoon ki
is rap game ka noori bhi, junoon bhi
yahan goli chalay pehle wajah puchi jati baad me
ye jung nai pak hind ki, sirf talent ki baat hai
kon asli, kon nakli, kon nasli, kon hard hai
karachi daala map pe maine hum ghuss k phaar te
Random Lyrics
- charlie fall - take me out lyrics
- nuñez (mc) - yo no me conformo lyrics
- pierrethekidd - hurricane lyrics
- newen afrobeat - santiago lyrics
- futuristic - weekend lyrics
- an le - bliv ved lyrics
- ginger (nl) - zonder jou lyrics
- huntly - dusk, pt. 1 lyrics
- skye holland x brdgs - i won't lie lyrics
- wisin & yandel - no fear lyrics