azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

zubeen garg – pakeeza lyrics

Loading...

thandi yaad hai yaa thandi hawa
tujhko chhune ki hai aarzoo
tu baheki aash hai dil ke aaspaas hai
khamoshi mein aaj kehdoo
tu dil se tham le chahat ko zaara
pakeeza tujh pe dil hai fidda

j-sm se rooh tak tera hi suroor
tu hi rangat maheki fizza
pakeeza pakeeza sun dil ki sadda
pakeeza pakeeza na hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sadda
pakeeza pakeeza na hona juda

tu hai zindagi tu hai bandagi
tu mera sukoon tu tu awargi
tu kasish jeene ki tu hi tashnagi
tuhi bekhudi meri tujh mein saadgi
tu dil se tham le chahat ko zaara
pakeeza tujh pe dil hai fidda

j-sm se rooh tak tera hi suroor
tu hi rangat maheki fizza
pakeeza pakeeza sun dil ki sadda
pakeeza pakeeza na hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sadda
pakeeza pakeeza na hona juda

kyaa kahu tujhe noor ya koi pari
hoke rubaroo kahena chahu aafari
rangeeni ye husn ka tu nishal hai
aur kya kahu tu bemisaal hai
tu dil se tham le chahat ko zaara
pakeeza tujh pe dil hai fidda

j-sm se rooh tak tera hi suroor
tu hi rangat maheki fizza
pakeeza pakeeza sun dil ki sadda
pakeeza pakeeza na hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sadda
pakeeza pakeeza na hona juda

pakeeza pakeeza sun dil ki sadda
pakeeza pakeeza na hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sadda



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...