azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

abhishek chaudhary music – alvida lyrics

Loading...

aankhein pher kar chale jao, jahan jaoge
suni raaton mein mujhko toh tum, yahin paoge

yahan hote tum toh, keh deta main dil ki saari hasratein
maana hai tumko apna sab, kaise kehdoon alvida

faasle k+m na hon, tujhe bhool bhi na payein
raaste khatm na hon, jayein bhi toh kahan jaayein

yahan hote tum toh, keh deta main dil ki saari hasratein
maana hai tumko apna sab, kaise kehdoon alvida

ab jo kuch hai tu hi tu hai
manzil phir kyun door itni hai
darr hai tujho kho na doon main
ek pal door ab na manzoor hai
kaash aaj mere saath tum hote
khul jaati saari taqdeerein

Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...