adarsh mishra – sunn zara khamoshiyan lyrics
Loading...
sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara
sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara
dekh to zara shaamil hai mujhme kis taraha
aahatein pyaar ki sunn zara
kaanpte hai lafz dhadkan ruki ruki hai ab
bin kuch kahe mere tu sab sunn zara
raahon mein milein to thaam lena aanchal
paas aana phir se phir se kehna paagal
mujhe phir se thaam lena
mujhe apna naam dena
dhoondhun hawaaon mein aks tera
sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara
sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara
sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara
sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara
Random Lyrics
- warmduscher – big wilma lyrics
- stack’gz – i’m so brooklyn remix lyrics
- dino james – tujhe meri yadein lyrics
- hound da god – gary black lyrics
- chino – peaches and cream lyrics
- ant cats – rueben dissed! (thagodcunt) lyrics
- lil truth – gone lyrics
- lil perk – deliver lyrics
- johan airijoki – krossen lyrics
- nathan rogers – the jewel of paris lyrics