azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

aham – aiyaar lyrics

Loading...

jiteji mere ji ne jeetne ki jugaali jaari rakhi
jeene mein tayyaari saari rakhi
udhaari mein jebaa khaali rakhi
sawaari ne side mein udaasi rakhi
bimaari ye khumaari chhaayi rakhi
zimmedaari saari utaari rakhi
kitaabi woh ladaayi jaari rakhi
door sabse apni khuddaari rakhi
bechaari bhookhi aaiyaari rakhi

aiyaar hain
mere saare sage
aiyaar hain

taiyaar hain
mere janaaze bhee
taiyaar hain

fariyaad hai
iss kafan ki ek
fariyaad hai

fariyaad hai
iss kafan ki ek
fariyaad hai
sach khoje zamaana
apna likhe fasaana
j+sme dahaaye dahshat ka kaarnaama
jalaaye j+smon kaa kaarkhaana
sajaaye mehfil+e+aabodaana
bhooke naa soye koi tu khaansaama
taraashe sapne koyelaa chamkaana
khudaai jaari rakhi
badhaaiya ni kyunki
har maayine mein maine
sarkaari jaari rakhi

its been so long
i have been roaming
for a song
where you can tag along
and we be singing

aiyaar hain
aiyaar hain
taiyaar hain
taiyaar hain

saare jode jo the khilone
ab jote jalte gharo mein
farkon mein bharose jalte
lamhon mein sar aundhe palte
vikramaditya se kandhe
latke betaalon se charche
lene mujhe inke badle
chaahein aghori paapi kalke
toh main kalki
sarvnaash karoon
main tere kal ki
rakht lahoo mein nahaaoon
likhoon toh chitaa jalaaoon
aiyaar hain
aiyaar hain
taiyaar hain
taiyaar hain



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...