azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ankur ojha – tod ke dil lyrics

Loading...

dhundta hai darbadar kyun
dil ye mera tumko sada
kya bataun dil ka aalam
kaise hoon main ye jee raha

tod ke dil
tum g+yi kahan
main yahan tu hai kahan [2]

dil ye mera kya kehra hai
sun bhi le tu isko zara
dil mein jo kam chupe huye hai
ru ba ru ho tu unse zara…

unse zara, unse zara
unse zara, unse zara…..
bhul shayad g+ya main
mujhko kaise hai jeena
aake phir sikha de
mujhko waise hi jeena..

main bhatak sa g+ya hoon
bas teri hi talash mein
koi to dikha de
meri manzil ka dariya..
duniya mein tarash raha tha
na mila koi apna..
jab na mila koi apna
tab yaad aaya wo sapna ki
tu hi to tha mera apna..
tu hi to tha mera apna..
tu hi to tha mera apna..
tu hi to tha mera apna..

afsos is dil ko ab hora hai
kuch adhoora sa dil mein bacha hai..
aasoon khoon ke tune rulaaye hai
jab bhi kabhi dil ne tujhko pukara hai

khayalo mein bas ek tu hi hai
kaise main inko baya karoon
dil ki jo baaten adhoori padhi hai
unko main kaise kaha karoon

kaha karoon kaha karoon
kaise main inko kaha karoon…

sapne dеkhe the maine
saarе beh g+ye paani ki tarah.. paani ki tarah..
dil to tuta mera aise jaise andhero mein..
sheesho ki tarah…sheesho ki tarah…
sheesho ki tarah…sheesho ki tarah…[2]
tod ke dil
tum g+yi kahan
main yahan tu hai kahan [2]

main yahan
tu hai kahan
hooo…
main yahan
tu hai kahan…..

main yahan…
tu hai…kahan…..
tu ..hai kahan….



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...