azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

archiet k – kal hoga l lyrics

Loading...

[intro]
yo
aree kaun ho tum? tera chehra teri zaban kaali hai

[verse]
gurbat se tang mein chus saari duniya
duniya bhi tanz maare kutti hai duniya
zaleel nikamma tu jaahil tu kaafir
tu samaj se baahir, mein khud bhi na aaunga
dekh dekh qafas me hoon hasta tu aj
maazrat na hona mujhe mein khud gunhegaar
kabhi meri laash kabhi kabhi mujhme saans
mic ke mein saamne bhoolu alfaaz
likhne hoon betha saare mud g+ye lafz
safar aisa kaisa saare toot g+ye shaqs
career se pehle mujhpe lakhome karz
tarz mera aisa jaise akela bas mein sabko
fakhar wakhar kabar me mili jab khabar
idhar udhar dekhta raha mili nahi madat
jidhar kider jaon toh akela paaon me main khudko

[verse]
sab kare tanqeed sahara nahi kiska
sab bane kaatil meri maut yеh kissa
khiche niche mooh pe woh apnе hi saare
peeth peeche bhauhke woh apne hi saare
apnone dhoka diya woh ban g+ye gair
gairon ne diya hui badle ko dair
mohalla sawal me kyun bolta nahin main
qaid mein hoon kamreme, azaad hain sheher
hasad karu roz mein kyun azaad hain sheher
meri shayari andhereme hoti nahi sehar
lelu mein zeher ya banau aaj jaise chen
kal tha mein archiet kal hoga l



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...