azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

armaan malik – aaj se pehle lyrics

Loading...

aaj se pehle aisa huwaa na
dil ko kisi ne aisa chuwa na
khamoshi se dil mein aake shor kisi ne
aisa kiya na
hai dhadkan badli huii
seene mein ek hal chaal hai

tumhi se meri duniya hai
tumhi se meri manzil hai
aaj se pehle aisa huwaa na
dil ko kisi ne aisa chuwa na

mein dekhu joh tumko
keh dil mera !!
har pal tumhein dekhta hi rahoon
yeh na jaane kya hogya hai mujhein
bole yeh dil tere saath rahoon

jau na tumhein chodd kar
abb na kahin mein
hai dhadkan badli huii
seene mein ek hal chaal hai

tumhi se meri duniya hai
tumhi se meri manzil hai
aaj se pehle aisa huwaa na
dil ko kisi ne aisa chuwa na

yeh aakein khuli jab bhi meri subah
tu hi nazar muhko aane laga
yeh shayad tere pyaar ka rang hai
har lamha joh mujhpe chane laga
lagta hai rehne laga hai tu muhji mein

hai dhadkan badli huii
seene mein ek hal chaal hai

tumhi se meri duniya hai
tumhi se meri manzil hai
aaj se pehle aisa huwaa na
dil ko kisi ne aisa chuwa na



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...