azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

armaan malik – humnawa lyrics

Loading...

[verse 1]

hai nasha ya kya hai
raat ya subah hai
main janoon na, janoon na
pehle se zara sa
haal hai bura sa
haan khudko pehchaanu na
mera sheher tu
tu ghar mera
tere bina jaaoon main kahaan
yeh dosti jo pyaar mein badli
dekho na badla saara jahaan
maine nahi socha muhe pyaar hoga
ghoom phir ke tujh hi se yaar hoga
jaane kab kaise kab kahaan
ban g+ya tu mera humnawa, humnawa
ohh…maine nahi socha mujhe pyaar hoga
ghoom phir ke tujh hi se yaar hoga
jane kab kaise kab kahaan
ban g+ya tu mera humnawa, humnawa

[verse 2]

bhool ke sabhi ko, sau dafa tujh hi ko
main chaahunga chaahunga
keh de jo karun woh, teri saari baatein main maanunga maanunga
chhodey na chootey, kaisi lagi hai
teri mujhe yeh aadatein
hai yeh sukoon ya maine hai paayi, nayi nayi si aafatein
maine nahi socha muhе pyaar hoga
ghoom phir ke tujh hi se yaar hoga
jaane kab kaisе kab kahaan
ban g+ya tu mera humnawa, humnawa
ohh…maine nahi socha mujhe pyaar hoga
ghoom phir ke tujh hi se yaar hoga
jane kab kaise kab kahaan
ban g+ya tu mera humnawa, humnawa

maine nahi socha muhe pyaar hoga
ghoom phir ke tujh hi se yaar hoga
jaane kab kaise kab kahaan
ban g+ya tu mera humnawa, humnawa



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...