azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

armaan malik – jab tak (redux) lyrics

Loading...

jab tak teri aanch mein
boond boond main jal na loon
jab tak tere saath mein
chaand tak main chal na loon

haan mere paas tum raho
jaane ki baat na karo
mere saath tum raho
jaane ki baat na karo

jab tak teri aanch mein
boond boond main jal na loon
jab tak tere saath mein
chaand tak main chal na loon

haan mere paas tum raho
jaane ki baat na karo
mere saath tum raho
jaane ki baat na karo

tujhpe saje khoobsurat lage
aisa kya doon tujhe
aisa kya doon tujhe
mmm, hathon ki ye lakeerein sabhi
pehna doon tujhe
pehna doon tujhe
jab tak meri aankhein
tera chehra pee na lein
jab tak teri dhun mein
hum mar na lein, jee na lein

haan mere paas tum raho
jaane ki baat na karo
mere saath tum raho
jaane ki baat na karo

haan mere paas tum raho
jaane ki baat na karo
mere saath tum raho
jaane ki baat na karo



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...