azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

armaan malik – sun maahi lyrics

Loading...

[verse 1]

hai mausamon ki adaaon mein tu
behta hai bheegi hawaaon mein tu
din bhar chale hai khayaalon mein tu
sun maahi (sun maahi)
hai gunguni si subhaaon mein tu
khamoshiyon mein sadaaon mein tu
phaila hai chaaron dishaaon mein tu
sun maahi (sun maahi)

[chorus]

khwaabon ke kinaare main bhi aaoon tu bhi aa re
jeele zindagi zara si thode lamhe guzaarein
na ho duniya ki baatein, hum dono aur yeh taarein
maine dhoondha hai saara jahaan
tere jaisa koi kahaan re
khwaabon ke kinaare main bhi aaoon tu bhi aa re
jeele zindagi zara si thode lamhe guzaarein
na ho duniya ki baatein, hum dono aur yeh taarein
maine dhoondha hai saara jahaan
tere jaisa koi kahaan re
sun maahi.. ooh
sun maahi.. ooh
sun maahi.. ooh
sun maahi..
[verse 2]

jeena jisey chaahta hoon
haan tu wahi zindagi hai
kehne ka matlab to yun hai
mere paas har khushi hai
bas tu aaja еk teri kami hai

[chorus]

khwaabon ke kinaare main bhi aaoon tu bhi aa rе
jeele zindagi zara si thode lamhe guzaarein
na ho duniya ki baatein, hum dono aur yeh taarein
maine dhoondha hai saara jahaan
tere jaisa koi kahaan re
khwaabon ke kinaare main bhi aaoon tu bhi aa re
jeele zindagi zara si thode lamhe guzaarein
na ho duniya ki baatein, hum dono aur yeh taarein
maine dhoondha hai saara jahaan
tere jaisa koi kahaan re
maine dhoondha hai saara jahaan
tere jaisa koi kahaan re, sun maahi..



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...