azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ashwani mishra & rahul rj – firse milna hai lyrics

Loading...

+firse milna h ,ek dafa tumse
ho gyi hai jo, ye glti hamse +

suni suni si hain raatein meri
suni suni si hai baatein meri
galiyon me bhi ab nae hai tu
hasta v nahi bin tere mai yu
jiye hue  ab zamana hua
smjhu na mai tu kyu begana hua
baatein hain baatein hain baatein hain teri
yaadein hain yaadein hain yaadein hain teri
jane hain q ye hmko satati
aake mujhe yu firse rulati

+firse milna h ,ek dafa tumse
ho gyi hai jo, ye glti hamse+

rap

yaad hai na
wo tera subh subh aana
tu jag gya sale fir mujhe v jagana
bin bat ke
ha
ghumne jana
chali masti gar din bhar
rat kate na soke
fir q dar
ghume bin matlb edhar udhar
chala gya fir tu jane kidhar
chal chal chal avi aaja
jiu tere bin ye saja sa
10 wali chae, sutte ke bajae
bin bat banata tha tamasha
bhale tu khopdi khae,bas wapis n jae
bhai har bat pe tu sakal bhi banae
bas yad rakh teri bdi yadein satae
ek ek batein teri mujhko rulae

guftagu,sang me tu hota tha
baywajah,jane q ladte the ham hardafa
laut aa na yu sata bin tere jiya na jayega
rah ke dur ye jaan le tu bhi nae rah payega
baatein hain baatein hain baatein hain teri
yaadein hain yaadein hain yaadein hain teri
jahan hain q hamko satati
aake mujhe yu fir se rulate

+firse milna h ,ek dafa tumse
ho gyi hai jo, ye glti hamse+



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...