azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

asrar feat. akhtar channal – afghan jalebi (ya baba) [from “phantom”] lyrics

Loading...

makhtool jigar (ya baba)
kaatil hai nazar (ya baba)
ik mahajabi (ya baba)

ek noore nabi (ya baba)
rabb ki rubaai
ya hai tabaahi
gardan surahi
boli ilaahi (ya baba)

afghan jalebi mashooq farebi
ghayal hai tera deewana
bhai wah, bhai wah.

bandook dikha ke kya pyar karegi
chehra bhi kabhi dikhana
bhai wah bhai wah

afghan jalebi mashooq farebi
ghayal hai tera deewana
bhai wah, bhai wah.

bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
chehra bhi kabhi dikhana
bhai wah bhai wah bhai wah bhai

khawaja ji ke paas teri chugli karunga
main teri chugli karunga
haa teri chugli karunga

anguthi mein qaid teri ungli karunga
main teri chugli karunga
haa teri chugli karunga

khawaja ji ke paas teri chugli karunga
main teri chugli karunga
haa teri chugli karunga

anguthi mein qaid teri ungli karunga
main teri chugli karunga
haa teri chugli karunga

o dekh darazi (wallah)
banda namazi (wallah)
khel ke baazi (wallah)
khamakha.
ab thehra na kissi kaam ka
(wallah) (wallah)
heer ka koi (wallah)
sher suna ke (wallah)
ghunth lagga ke (wallah) jaam ka
mera khan mehaz naam ka

oye lakht-e-jigar (ya baba)
oye noor-e-nazar (ya baba)
ek teer hai tu (ya baba)
main chaak jigar (ya baba)
bando se nahi toh
allah se daregi
waada to kabhi nibhana
bhai wah, bhai wah, bhai wah.

khwaja ji ki paas teri chugli karunga
main teri chugli karunga

haan teri chugli karunga

anguthi mein qaid teri ungli karunga
main teri chugli karunga
haan teri chugli karunga
khwaja ji ki paas teri chugli karunga
main teri chugli karunga

haan teri chugli karunga

anguthi mein qaid teri ungli karunga
main teri chugli karunga
haan teri chugli karunga

gul-e-gulzar (ya baba)
mere saradar (ya baba)
bade mansoor (ya baba)
tere rukhsaar (ya baba)
haye shamsheer nigaahein
chabook si adaayein
nacheez pe na chalana
bhai wah bhai wah

bandook dikha dikha ke kya pyaar karegi
chehra bhi kabhi dikhana
bhai wah, bhai wah.



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...