azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

atiksh – yakeen – free style lyrics

Loading...

freestyle hai ye gana bas yunhi likha hai
shabd 3+4 leke folw ye beat par tika hai
ad jo jaun mai beat pe to dheet ban ke likhta rahta
time paas hai ye mera beat par jo likhta rahta
is mein bhi tu seekh le ye kaam tere aayega
tu likhta kya hai gata kya hai kya mujhe sunayega
(bol hnn! kya mujhe sunayega)
ye mehnaton ka hai nateeja beat par jo ladke bajte

gaana to likha hai par wo der se hi aayega
yaar mere kahte jaana cypher mei bande faad
cheekh teri hai ni kyunki teri to hai bas dahaad
(hnn yeah)
mai jada bolta ni kyunki shaant sa swabhav mera
sunne wale kano par kyun padta hai babav mera
mera kaam hard hai yeh mai ni kahta yaar bole
apni kya treefein kar dun sunne wale sach ko bole
rishtedaar bole kyun ye likhta gaane kya milega
kya bata dun unko mai ki dhundne se rab milega
sab milega tumko bhi par baat par yakeen karna
(hnn yeah! kya bola?)

sab milega tumko bhi par baat par yakeen karna
mujhko mere haal par hi chhod do ye kahna mera
tum utha ne paoge yeh sona khana rahna mera
waise to mai karta ni nasha par tumko lagta hoga
soch kar ni dekha raat gaane likhta jhagta hoga
khair ab yeh chhodo baaten kuchh ni rakha bol karke
kya seekhana apnon ko jo samjhe hi na bol karke
kahte vehla mujhko kuch jo jaante nahi mai kya hun
theek hai to kahne do kya karna kuch bhi bol karke
mera gaana sunke kuch to kahte ye kya tune g+ya
itna hi ni samjhe to kya bolna ki maine g+ya
khud se khud mei seekha ke tu harna ni jeet hogi
likhne ki thi ek talab jo likha wo junu se g+ya
inke dil ki baaten padhke inko hi mai sab bata dun
kya ye sochte mere baare mein inko sab jatta dun
par mai murdon ko ukhadta ni jo dhafan pade hai
mai to sochta ne zada rab to soche kya saza dun
kahne wale kya kya kahte kahna unka kaam hai
wo dab chuke hai gandi soch se nah unka naam hai
jo karte mehnaton se kaam unka hi toh naam hai
(unka hi toh naam hai)



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...