azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

badshah & payal dev – zaalim lyrics

Loading...

padi tere ishq mein jabse
na rahi kisi kaam ki zaalim
nahi koyi fikar mujhko
kisi anjaam ki zaalim

ginun saansein j+pun mala
main bas tere naam ki zaalim
padi tere ishq me jabse
na rahi kisi kaam ki zaalim

ummah..

padi tere ishq mein jabse
na rahi kisi kaam ki zaalim
nahi koyi fikar mujhko
kisi anjaam ki zaalim

ginun saansein j+pun mala
main bas tere naam ki zaalim
padi tere ishq me jabse
na rahi kisi kaam ki zaalim

o ri chhori teri pari
hath laga ke dekha naram badi
hundred degree hundred degree
garam badi karamjali
pagli yeh trip hi alag hai
mind mein laga mere
chip hi alag hai

ek baar jo thama tera hath
toh chhutega nahi
meri grip hi alag hai ummah..

tu hadd se baahar ja rahi ae
main hadd paar nahi karna chahta
baaki kuchh bhi karwa le tu
bas pyar nahi karna aata ummah..

tujhko bulati hoon
tu aaye kyun na
savan hai phir bhi
baadal chhaye kyun na

dehleez mеri par tu
ik baar kadam rakh de
mujhko na aur tadpa
aa kaam khatam kar de

tujhe pagal bana doongi
nasha aisa chadha doongi
zaroorat ab nahi tujhko
kisi bhi jaam ki zaalim umm..
padi tеre ishq mein jabse
na rahi kisi kaam ki zaalim
nahi koyi fikar mujhko
kisi anjaam ki zaalim

ginun saansein j+pun mala
main bas tere naam ki zaalim
padi tere ishq me jabse
na rahi kisi

it’s your boy badshah!

na rahi kisi kaam ki zaalim aye
na rahi kisi kaam ki zaalim aye
na rahi kisi kaam ki zaalim aye
na rahi kisi kaam ki zaalim aye



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...