azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

​cryptic – mai dhundhun mujhe lyrics

Loading...

kahe zamaana
na rulana
aur na dil lagana
shaam dhalte hi
vo tera mujhse
milne aana
yahi thi zindagi
haan jisko maine
apna maana
tab kaha tha
saans hai tu
ab kahan hai?
ab hawa na

hawaein beh rahi hai
keh rahi hai
kuch puraana
jaise kehti thi tu
chhodke mujhe
na jaana
aur mai kehta tha
ki waqt chaahe jo
bhi ho
ye ho bura
rahunga tab bhi
mushkil
par ab
waqt bitana
teri aankhon mein padhun
kya likha?
tujhse khwabon mein mila
toh kya dikha?
mere ashqon mein
sapne bhi
beh jaate
keh jaate
baatein jo
chubhti par
hum muskuraatein hai
teri aankhon
ki tarah
mai dhoondun mujhe

ye shaam raaz
khaas lag raha mizaaj
aisa lag raha hai jaise
aa rahi mujhe awaaz
teri aaj
dekh
vaise toh khaamoshi
par hosh bhi behosh hai
bewajah bepanah
kyun mujhko afsos
afsane puranе kar rahe
mujhe madhosh
ab maksad se juda mai
khuda ko bolun kya
rastе se muda mai
juda mai khud se bhi
tujhse bhi
kaise sambhaalun zabaan
pehle sambhaal lun
khud ko hi
raat thi duniya mein
aur tu mehtaab thi
ya thi nazakat
ya fir vo sharaab thi
socha hai kaafi par
fir bhi ehsaas nahi
ya to tu kaanta thi
ya fir gulaab thi
teri aankhon mein padhun
kya likha?
tujhse khwabon mein mila
toh kya dikha?
mere ashqon mein
sapne bhi
beh jaate
keh jaate
baatein jo
chubhti par
hum musku+
+raatein hai
teri aankhon
ki tarah
mai dhoondun mujhe



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...