azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hai katha sangram ki – mahabharat title chours lyrics

Loading...

hain katha sangram ki
vishwa ke kalyaan ki
dharm adharm aadi anant
satya asatya kalesh kalnak
sawarth ki katha parmartha ki
shakti hain bhakti hain
janmo ki mukti hain
jeevan ka ye sampurn saar hain
yug yug se kan kan mein
shristi ke darpan mein
vedo ki vyatha apaar hai
karmo ki gaatha hai
devo ki bhasha hai
sadiyo ke itihaas ka prmaan hai

krishana ki mahima hain
geeta ki garima hain
grantho ka granth ye mahan hain
mahabharat mahabharat
mahabharat mahabharat mahabharat..



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...