azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hashim nawaz – mantaq lyrics

Loading...

in logon k dil karta fatah mein hun fateh
kehtay mjhe sick/sikh rapper par mein ni hun fateh
jesa mein hun karta ye sab larkay nahi karte
jesa mein hun karta ye sab lar k nahi karte

lafzon se kartab kar tab mein dounga tumko ahmeyat
tab tak tum rapper mere liye laashein ho maiyyat
usko hai thanda hona
wo mari/murree jaari hai
wo karti baal/ball dry
kinna kam/cum karaandi

juggat maaro jeeta kon hoga faislabad/ faisla bad mein
ye scene hai mera inko le k chalta saath mein
ye apnay gharon kadday jaa chukay hein phir bhi izzat deta puchun na mein kitnon k chukay hein tu ne chotay

naraaz na ho chotay
sambhal k chalna raaz faash na hon chotay
ye saari baatein karta khud se hi mein chotay
tumhein naseehat doun is qabil na mein chotay

umar 26 aya yahan dair se
mein un likhaaryon mein mutaasir jo khel se
hai aag lagi yahan tu bhi haath saik le
hota hai zaahir kitna jhoot tu bhi dekh le

m.zhe ne bola rap urdu mein kia kar hein ye nayee nasal k bachay bars plate mein diya kar
par mein hun sochun kia inko samjhana hai zaroori
rap se mjhe mohabbat
nahi jee hazoori
toh bhaiyya shukriya support ka
par ye larka bas apnay liye hai karta rap
farq hamesha rehna soch ka
video na khatam honay waali ye sada rehna qaim/cam
kudiye photo khench mera
thora sa hi time dounga mein nahi hun tera
dunya ko shak hai mjh pe behtar hai akela rahun
kaafi kuch sochta hun mein wo kahun ya na kahun
rabba lafz khatam mere na tu karein kaafi kuch hai saabit karna abhi nahi mein ne jhelein itni mushkilaat
na mein jaanun karte kyun ho itnay sawalaat
mein kalakaar is se ziada na



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...