azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hassan & roshaan – doobne de (reprise) lyrics

Loading...

[intro]
ankh khuli jab se hay ye jana
khwaab hai dunya dil hai thikana
so jata hai jab ye zamana
jagta hoon likhta hoon fasana

[break]

[verse 1]
tujh ko dhoondne ki talash mein hal e dil ka ye hogya
jitni khwahishein jitni arziyan sabko dil se meine kho diya
log jo samajhte mujhe thay vo har libhas meine kho diya
meh ki aag mein kaid dil raha dekh pinjara khul g+ya (khul g+ya)

[chorus]
doobne de mujhay ishq mein
doobne de mujhay ishq mein

[verse 2]
ishq mein teri yoon fana hoa khoj mein teri jal gya
dar badar phira darvazon pe raasta tera mil g+ya
ghamzada na ho alvida pe yoon khwaab hai haqiqat nahi
har ghari hai nazdeeq mot ke kia liya kia tunay kho diya

[pre+chorus]
masjidon mein tu na mila mujhay aafaton mein tu mil gya
har jaga teri mosiki hai tere rang mein dhal gya
chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein
tujko khush nahi rakh sakon ga mein doobnе ne de mujhay ishq mein (ishq mеin)
[chorus]
doobne de mujhay ishq mein
doobne de mujhay ishq mein

[bridge]
om tum ta nananana tananana re
om tum ta nananana
om tum ta nananana tananana re
om tum ta nananana
(om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana tananana re)

(chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein, tujko khush nahi rakh sakoon ga mein)
doobne de mujhay ishq mein
(chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein, tujko khush nahi rakh sakoon ga mein)
doobne de mujhay ishq mein
(chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein, tujko khush nahi rakh sakoon ga mein) (om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana)
doobne de mujhay ishq mein
(chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein, tujko khush nahi rakh sakoon ga mein) (om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana)
doobne de mujhay ishq mein

Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...