azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hassan & roshaan – tu lyrics

Loading...

[verse 1]
ye mujhe kia ho raha
shor ye thamne laga
soch se aagey yahin
bas raha aik jahan hai
doob jaoon is ghari
waqt ye ruk sa g+ya
band aankhein jab huyein
dikhnein tu laga hai

[pre+chorus]
sooni thein
ye raahein
tujhko dhoonda hai saara jahan
bas raha tu yahin pe

[chorus]
bas raha tu yahin pe
bas raha tu yahin pe

[verse 2]
j+sm jo hai is ghari
aik din dhal jaye ga
dil mein aag aayi hai jo
rahey zinda sada vo
[pre+chorus]
sooni thein
ye raahein
tujhko dhoonda hai sara jahan
bas raha tu yahin pe

[chorus]
bas raha tu yahin pe
bas raha tu yahin pe

[bridge: vocalisation]

[chorus]
bas raha tu yahin pe
bas raha tu yahin pe
bas raha tu yahin pe
bas raha tu yahin pe



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...