azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

heropandeystar – bewafa kahun lyrics

Loading...

main marta tha jin ladki par
wo bikne lage hai paisa par
main marta tha jin ladki par
wo bikne lage hai paisa par
dard kaise ye main sahu
bewafa kahun ki kuch or kahun
kuch or kahun
bewafa kahun ki kuch or kahun
kuch or kahun

dil main bithaya tha tujhko
tu samajh na payi kyu mujhko
akhir kya kami mere pyaar me thi
jo main na de paya tujhko
dil main bithaya tha tujhko
tu samajh na payi kyu mujhko
akhir kya kami mere pyaar me thi
jo main na de paya tujhko
ghut ghut ke main ab jeeu
bewafa kahun ki kuch or kahun
kuch or kahun
bewafa kahun ki kuch or kahun
ha kuch or kahun

chehare ki chamak jab jayegi
tab yaad tujhe meri aayegi
akh yaar milenge lakho par
hero pandey ko kabhi na pawogi
chehare ki chamak jab jayegi
tab yaad tujhe meri aayegi
akh yaar milenge lakho par
hero pandey ko kabhi na pawogi
ha duniya main rahu na rahu
bewafa kahun ki kuch or kahun
kuch or kahun
bewafa kahun ki kuch or kahun
ha kuch or kahun…



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...