azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jaipal pandya – pyaar tune tabah kardiya lyrics

Loading...

pyaar tune begana kardiya, tujhe jitna chhupaya tune zakhm utna gehra kardiya, sach kehte hian log “pyaar tune tabah kardiya” jaipal pandya

khushi se jee rahe the hum
na dukh the na hi the gham

magar shayad likha tha
kismat mein hona tabah

toh kar baithe hum pyaar
toh kar baithe hum pyaar

pyaar tune tabah kardiya
hamein toh zinda hi dafan kardiya
kya the hum aur tune kya kardiya
pyaar tune tabah kardiya
ab toh rote nahein kho
jate hain hum
ek pal mein kya se kya ho
jate hain hum
kabhi yaadon ke samandar mein doob
jate hain hum
toh kabhi dukhon ke sailab
karte hain sitam

sach kehte hain log
pyaar tune toh kayi
aashiqon ka qatal kardiya
sach kehte hain log
pyaar tune toh kayi
aashiqon ka qatal kardiya

pyaar tune tabah kardiya
hamein khud se alvida keh diya
ek hi yaar tha usnе bhi
khud se juda kardiya

pyaar tune tabah kardiya
hamein toh zinda hi dafan kardiya
kya thе hum aur tune kya kardiya
pyaar tune tabah kardiya



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...