azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jubin nautiyal – tera chehra / jaan meri lyrics

Loading...

tu ijajat de agar
tujh se thoda pyaar
mein kar loon…
jaane jaan… !!

baith mere saamne
khaali dil khaali najar
bhar loon…
jaane jaan.. !!

dekho dekho !
ab karo na
hum pe yu sitam
jaan meri jaa rhi sanam

aake bhar lo
bajuon mein
tum ko hai kasam
jaan meri jaa rhi sanam

jaan meri jaa rhi sanam !!

kya mohabbat hai…
kya najaara hai…
kal talak ye
dil tha mera
ab tumhaara hai…
kya tamanna hai
kya ishaara hai
hum ne to pal pal tadap ke
pal gujaara hai

haan !!
ye zameen ruk jaaye
aasmaan jhuk jaaye
tera chehra jab najar aaye
haan…
tera chehra jab najar aaye

tu khafa ho jaaye
raat abhi ho jaaye
din tere aanchal
mein chhup jaaye
chhup jaaye !!

yaad tu jab aaye
neend bhi le jaaye

tera chehra jab najar aaye

jaan meri jaa rhi sanam
aah… aah.. aaaah…
jaan meri jaa rhi sanam .. !!



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...