azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kashmir – the band – dhoop lyrics

Loading...

dhoop mein khara bikhar raha tha main
baadlon ne bhi saaya na dia
hain bhaari yeh qadam, kya dil mein hai wazan
tu ja raha hai kahan, apni manzil toh bata

hoo
hoo

andheron se jala ek aas ka diya
us aas ke talay, tha raahguzar mera
aye ho humsafar, tu kyun hai bekhabar
tu ja raha hai kahan, apni manzil toh bata

in sarkon pe nahi mera hai rasta abhi
behka is shehar mein main, khoya hun khud ko kahin
meri hi parchayee
mujh se kyun door hog-yee

hoo
hoo

dhoop mein khara bikhar raha tha main



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...