kaur b - khudgarz mohabbat lyrics
saawan ka mahina tha
baarish thi zoron ki
apno ki mehfil mein
shirqat thi auron ki
woh naam mera aksar
deewar pe likhte thhe
kaghaz pe likhte thhe
akhbaar pe likhte thhe
yahi farq tha dono mein
hum dil pe likhte thhe
wo deewar pe likhte thhe
wo deewar pe likhte thhe
(wo deewar pe likhte thhe)
saawan ka mahina tha
baarish thi zoron ki
apno ki mehfil mein
shirqat thi auron ki
acha huaa chhoot g-yi
aadat unn baahon ki
patjhad se mila diya
main gulzar thi raahon ki
aashiq masroof rahe
aawaz bhi na pahoonchi
mashooq ki aahon ki
mashooq ki aahon ki
(mashooq ki aahon ki)
saawan ka mahina tha
baarish thi zoron ki
apno ki mehfil mein
shirqat thi auron ki
khudgarz mohabbat ka ek jashn manayenge
toote dil walon ko daawat pe bulayenge
wo aaj nahi toh kya
kabhi toh apna tha
baat ke chehre se
parda na hataayenge
parda na hataayenge
ehsaan jitayenge
saawan ka mahina tha
baarish thi zoron ki
apno ki mehfil mein
shirqat thi auron ki (x2)
Random Lyrics
- finn m-k - as breathtaking as keanu reeves (write me a song #1) lyrics
- samuel úria - deus também anda de comboio lyrics
- terra preta - minha estrela lyrics
- herobust - bruh?! lyrics
- oberion - rebirth lyrics
- jerry brown - lets get away girl lyrics
- gatcha - rounds lyrics
- phantom planet - mega bros theme song lyrics
- las taradas - pájaro que deja el nido lyrics
- littleanime - fed up lyrics