azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

khatth – naakaamyaab lyrics

Loading...

dil ye naa maane buraa
darti hai kyun
bewajah

galti hui hai naa ab tak
dukhi hai kab tak
khaamakhaa

tujhe paane mein naakaamyaab hoon
tujhe chhodne mein bhi naakaamyaab hoon
likhe the jo lafz
khoya samaa fir chaaya
beeta hai woh waqt
toh tu kyu naa hai yahan

kyun kaamyaab
hoon kaamyaab
tujhe paane mein naakaamyaab hoon
tujhe chhodne mein bhi naakaamyaab hoon

khaami toh naa thi
tujhme koi
fir kyu du mein dastak
rishte mein nahi

kyun kaamyaab
hoon kaamyaab
tujhe paane mein naakaamyaab hoon
tujhe chhodne mein bhi naakaamyaab hoon

kyun tu bewajah
haath chhode humnawa
chehre pe hai jo hasi
wahi hai rone ki wajah



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...