azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kr$na – no losses lyrics

Loading...

[verse 1]
saal tha 1998 sun’ne laga rap gaane ya
ek jariya mila tha iss dard ko dabane ka
chup chaap ladka haan mujhe kaun pehchanega
apni soch mein dooba sujha na sapna sajane ka
mujhe laga nahi kabhi mere fan honge
khuda pe chhoda shayad mere liye plan honge
kitnon ne diya daga par mujhe nahi laga
mere naam se aaj yahan rapper bechain honge
yaad hai mujhe jab koyi chaara nahi tha aur
main thakk g+ya tha gaa kar
mujhe gaana nahi tha aur
2016 mein chhodne laga rap
enough of this cr+p
mujhe kamana bhi tha aur
jab prozpekt ka naam faila trend pe
main naukri mein fansa tha struggle tha rent yeh
par mujhe mila nahi hiphop jaisa pyar
aakhirkar jo bhi hua idhar hi hun end mein

[pre+chorus]
inko laga yeh lenge meri jagah par
mehnat karke pahuncha hoon main yahan
mauka milte hi karein yeh burai
maine chhodi nahi fight
maine ladi yeh ladai isiliye
[chorus]
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na

[verse 2]
mehnat ki to game mein sehmati mili fame hai
par aaj woh hai major jo pahle se captain the
jinka number poore time aaya karta tha busy
aaj woh karein mujhe call jaise mera last name hai
heera banta hai dard ko nichod ke
siyahi roti hai mere kalam ke nok pe
har mod pe mile hain mijhe dhokhe
daba neeche main bojh ke
but i am expected to say that i am ok
tu is’se bana bole tu us’se bana
overnight wala scene nahi hai
main khud se bana
itne time raha chup hua na tujhse khafa
they were blind to this pain
jaise main khud se fana
kr$na nahi kar payega woh
kr$na nahi kar payega ye
jo bhi tum bologe main nahi kar paunga
wohi kar jaunga that is the way
[pre+chorus]
inko laga yeh lenge meri jagah par
mehnat karke pahuncha hoon main yahan
mauka milte hi karein yeh burai
maine chhodi nahi fight
maine ladi yeh ladai isiliye

[chorus]
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na

[verse 3]
ujale se behtar kabhi hota andhera bhi
par roshni ke bina hota savera nahi
aasman ke taaron ne kabhi ghera nahi
mujhe jaante log par dekha hai asli chehra nahi
inko laga yeh lenge meri jagah par
mehnat karke pahuncha hoon main yahan
mauka milte hi karein yeh burai
maine chhodi nahi fight
maine ladi yeh ladai isiliye
[chorus]
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na
harunga nahi main kabhi na na na
inki manunga nahi main kabhi na na na



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...