azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

meet bros – tujhe kaise, pata na chala lyrics

Loading...

tere dil mein meri dhadkane thi
tujhko na aayi nazar
mera ishq mujh mein saans le raha tha
tujhko hui na khabar
tere alaawa jaan g-ye sab
tujhpe main kinna mardi aan
tujhe kaise pata na chala
ki main tennu pyaar kardi aan
tujhe kaise pata na chala
ki tera intezaar kardi aan
tere baad tujhko hum dhoondhte hain
raahon se tera pata puchte hain
milte hai jo pyaar mein aansu
rab jaane kyun nahi sookhte hain
dooriyan yeh teri chhoone lagi to
jeene se dil main ta dardi aan
tujhe kaise pata na chala
ki main tennu pyaar kardi aan
tujhe kaise pata na chala
ki tera intezaar kardi aan
tere alaawa jaan g-ye sab
tujhpe main kinna mardi aan
tujhe kaise pata na chala
ki main tennu pyaar kardi aan
tujhe kaise pata na chala
ki tera intezaar kardi aan
tujhe kaise pata na chala!



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...