azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

mizraab – janay mein lyrics

Loading...

aaj bhi zulm+o+sitam kay rung wesay hi
mazi ki aahon say seekha kuch bhi nehin

aaj bhi insaniyat mismaar har jaga
haathon mein doltay hathiyar har jaga

nazrein chura kay guzarne ka
nehin mujh mein yay hosla

mein janay kyun hoon bolta
hay insaaf mein takheer to is say hay mera kia wasta
mein janay kyun hoon sochta
jo zawal ki janib rawan ghaflat mein haymashra

janay mein

aaj bhi kuch naujawan aisay hi zaya g+ye
sitaron pay dalein kamand wo naujawan kahan g+yay

aaj bhi laashain pareen ghar ghar aur har gali
bhairriyon ka ambaar he ya he koi aadmi



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...