azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

mr bittu official – soch lyrics

Loading...

yeah!!
mr bittu official
yaad hai na
suno
tuta tha main jab
maine khud ko kho chuka tha
rone laga sadko pe
baki sab kuch bhul chuka tha
kya hua tha tab
samjh me nahi aa raha tha
dhyan mera ek jagah
kahi aur main ja raha tha
ruka main piche dekha
koi bhi nahi hai saath mein
baarish ho rahi thi
umbrella nahi tha haath mein
waha se main daur ke
ghar pe main aa g+ya
khana pina choodke main
bistaar pe so g+y
tab maine socha aisa
sabka life mein hota hai
zindagi hai maut bhi
toh kyun ye sala darta hai
bhul jaaun main sab kuch
jo pehle ki ye baat hai
chain se aab so le beta
kamiyabi ki raat hai
badla mera soch aur
khud pe maine gurrun kiya
kalam leke haath mein
likhna maine shuru kiya
kya hota hai rap
mujhe bikul nahi pata tha
beat mera kanoo pe main
beat pe hi gata tha
dhere dherе pata chala kya hota hai rap
jab din raat mahnat kiya
nahi diya main gaap
jab mera gane sunke log marе jorse claap
tab milta hai sukoon toh
milta hai sukoon toh
milta hai sukoon toh
milta hai sukoon toh
milta hai sukoon toh
haan!!
bhool jayenge log
jab geerega tu niche
bas ek haath apna
upar ki taraf khiche
geerane wale bohot uthane wale ek
tere aandar jo betha hai choote
bahar nikal ke dekh
tab samjhega kya hota hai
artist log ka life
jab apne hi ghussa deta hai
pichese beta knife
main geera hu lekin beta
abhi tak main hara nahi
bohot din se g+yab hu
lekin beta mara nahi
shukriya hai dosto mujhe
jin logo ne pyar diya
jinko main janta nahi
unlog bhi mujhe pyar diya
gaar diya mitti mein mere sare sapno ko
abhi kuch karke dikhana hai apnoko
pyar war ko maine
main khud se hi dur kiya
pehle se bhi jada main
khud ko mazboot kiya
mera aandar jo betha hai
usko jab se jan paya
tab se lekr aaj tak
khud ka pehchan banaya
mr bittu official
aah
yaad hai na



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...