azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

neha kakkar – tribute to sushant singh rajput lyrics

Loading...

na maaregi deew+ngi meri
na maaregi awaargi meri
ke maaregi zyada mujhe maut se
naraazagi teri

kyun itna huaa hai tu khafa
hai zidd kis baat ki teri
ke maaregi zyada mujhe maut se
naraazagi teri

jaan nisaar hai jaan nisaar
tere pyaar pe mere yaar
jaan nisaar hai… mmm…
tere pyaar pe mere yaar
jaan nisaar hai..

duniya zamaane se
rishte mitaaye hain
tujhse hi yaari hai humari
ik baar toh aa

maine nibhaya hai
karke dikhaaya hai
le teri baari
ik vaari tu bhi pyar nibha

teri berukhi se hai badi
umar intezaar ki meri
ke maaregi zyada mujhe maut se
naraazagi teri

khairiyat pucho
kabhi to kaifiyat pucho
tumhare bin deewane ka kya haal hai

dil mera dekho
na meri haisiyat pucho
tere bin ek din jaise 100 saal hai

anjaam hai tay mera
hona tumhein hai mera
jitni bhi ho dooriyan filhal hain
ye dooriyan filhal hain

khairiyat pucho
kabhi to kaifiyat pucho
tumhare bin deewane ka kya haal hai

dil mera dekho
na meri haisiyat pucho
tere bin ek din jaise 100 saal hai



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...