azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

nikhil iyer – kyun itni dooriyan lyrics

Loading...

(intro)

kabhi toh mile the yahaan
yaaden abhi tak yahaan

kaise mai bataaoon, khwayish
dil ki hai kya
kaise tere bin mai, jee raha hun
pooch le tu zara…

(music)

kabhi toh mile the yahaan
yaaden abhi tak yahaan

kaise mai bataaoon, khwayish
dil ki hai kya
kaise tere bin mai, jee raha hun
pooch le tu zara…

aaja tu aaja, dil ye chah raha
aaja tu aaja, bs kehene se dar raha
aaja bs aaja, tujhe dhoondu mai har daafa
aaja laut aaja, kyun itni dooriyaan…

(interlude)

tere liye mai jee loon mar loon
tu hi meri aashiyaan
tere bina mai kaise jeeyoon
tune kya yeh soocha tha ?

(music)

tere liye mai jee loon mar loon
tu hi meri aashiyaan
tere bina mai kaise jeeyoon
tune kya yeh soocha tha ?

kaise mai bataaoon, dharkan
keheti hai kya
mere liye teri mohabbat
zaroorat ban g-ya…

aaja tu aaja, dil ye chah raha
aaja tu aaja, bs kehene se dar raha
aaja bs aaja, tujhe dhoondu mai har daafa
aaja laut aaja, kyun itni dooriyaan…

(interlude)

sang tere wo beete lamhe
teri wo yaariyan
yaad ata kya tujhe wo
baahon ki darmiyaan ?

(music)

sang tere wo beete lamhe
teri wo yaariyan
yaad ata kya tujhe wo
baahon ki darmiyaan ?

kaise mai dikhaoon, chahat
rooh ki hai kya
sang tere chal du mai wapas
laut ke fir wahan…

aaja tu aaja, dil ye chah raha
aaja tu aaja, bs kehene se dar raha
aaja bs aaja, tujhe dhoondu mai har daafa
aaja laut aaja, kyun itni dooriyaan…



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...