azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

noori – tum hans diyay lyrics

Loading...

bolo na, dil kholo na
apnon se munh moro na
tera hai jo sapna
uss sapne ko toro na
jeena hai jin rungon mein
unn rungon ko choro na

kanton ke iss chaman mein
sitaron ki lagann mein
nahi rona, yara na rona
suno na dil ki pukaar
tum hans na, hans ke jhoom
mere dholna, ab aye bahaar
lag+y jag soona
tera dil maaney na haar

bolo na, tum dekho na
iss jeewan ko dhundho na
jana hai jin rahon par
unn rahon ko choro na
jaga hai ab dil tera
iss dil ko tum ruko na

kanton ke iss chaman mein
sitaron ki lagann mein
nahi rona, yara na rona
suno na dil ki pukaar
tum hans na, hans ke jhoom
mere dholna, ab aye bahaar
lag+y jag soona
tera dil maaney na haar

bolo na, dil kholo na
apnon se munh moro na
tera hai jo sapna
uss sapne ko toro na

nahi rona, yara na rona
suno na dil ki pukaar
tum hans na, hans ke jhoom
mere dholna, ab aye bahaar
lag+y jag soona
tera dil maaney na haar

sunley pukaar
nahi rona, yara na rona
suno na dil ki pukaar
tum hans na, hans ke jhoom
mere dholna, ab aye bahaar
lag+y jag soona
tera dil maaney na haar



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...