azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

parvaaz – harf lyrics

Loading...

bewajah zarf kyun
harf jo hai badshah
bezubaan ki zubaan
pe haal-e-dil hai raazdaan

rehnuma bas harf kyun
harf hi hai kehkashaan
harf ki karigari
harf ke sab imtihaan

cheaday na koi barg-e-saaz
kholay na koi marg-e-raaz

nuks phir koi khil ke aag-ya
shor na sadah, o marhaba
aaj kal koi, khwaab na khumaar
nargis-e-jaza, o shadmaan

ban ke aah-o-zaar nafs-e-nagawaar
hasratein hazaar hoye mazaar
shab g-ye daag-e-dil ko qaraar
majlis-e-wafa ho beshumaar

khwahishen zard kyun
harf jo hai badshah
ho azmaa khwabon ka zor is tarah
harf phir ho aabshaar

cheaday na koi barg-e-saaz
kholay na koi marg-e-raaz



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...