rashmeet kaur – kahaan lyrics
kahaan se aaya
kahaan hai jana
kahaan se aaya
kahaan hai jana
bataa apna thikana
bataa apna thikana
kahaan se aaya
kahaan hai jana
jis tan ka tu maan kare
tere sath nahin wo jana
jis tan ka tu maan kare
tere sath nahin wo jana
kahaan se aaya
kahaan hai jana
sheher khamoshan de chal v-ssiye
jithe mulak samana
sheher khamoshan de chal v-ssiye
jithe mulak samana
dharam jaat ki baat kare kyun
dharam jaat ki baat kare kyun
jab khud se anjaana
bataa apna thikana
kahaan se aaya
kahaan hai jana
zulm karein aur log sataayein
sab kuch hai begana
zulm karein aur log sataayein
sab kuch hai begana
nis din kaahe roke khud ko
nis din kaahe roke khud ko
dridh karle abhimana
bataa apna thikana
kahaan se aaya
kahaan hai jana
bataa apna thikana
bataa apna thikana
kahaan se aaya
kahaan hai jana
Random Lyrics
- trenchbabyeli – guap lyrics
- tiffany day – i’m alive lyrics
- dj guuga – é mandela que fala? lyrics
- prince mert – cruisin lyrics
- pay with pesos – give it to me (easy) lyrics
- hwoarang (spain) – rally out lyrics
- primrose ripper – me/myself/and i lyrics
- joe sung-rae – skim lyrics
- playboy the beast – fatality (jokerr diss) lyrics
- alba eyra – idiosyncratic lyrics