azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

revenger – kamgar hun lyrics

Loading...

rap song shramik kamgar #revengerrap

lyrics by #revenger

main kamgar hun kamdar hun

main kamgar hun main kamdar

ji lu kaise mein shandar

hujur hujur kahoon baar baar

tum main mujhme hai badi deewar

koi rishta nata ghar baar

gulamo ka naya naam kamgar

do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roj parivar do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roz parivar

khoon pasine se karu kamai per kahlata nahin main namdar

dekho lakho bane hain kamgar
kamgar na bana kabhi aamdaar

shramik ka khoon chus lo chus lo

shramik ka vetan na chus lo chus lo

majduron ko na yun maslo maslo majduro ko yun duslo daslo
ghus do ghus lo kanoon nai banaa lo
garibon ke gharon ko aag se na phoonk do main jindagi jita hu kangal khane ke liye main hal hal nikale kam mein meri khal khal 12 ghante mein kam karu hathon mein mere no ko bhikh dal khane mein nahin hai jhuthi daal tujhe milta g+ya re malmal
tu khelta raha mujhse chal chal
teri company ke liye kya kya kiya
tu banta g+ya main meetata g+ya
roz roz tu mujhko chhalta g+ya
tera pet aur jeb mein bharta g+ya
zameen ke neeche mein gadhta g+ya tune kam se jo mujhe hata diya
garibi mein gila aise aata hua do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roj parivar desh ki seva kam mein hissedar hak ka na banaa kabhi main davedar laat marta hai mujhe thane dar na hasa pata full bhi khusbudar taj mahal ka main hun sajhedar na jindagi main banunga mein maldar
note nahin jeb mein koi patidar
katputli jaisa mein chaukidar hazardous kam ka main jimmedar

karta hun mehnat zordaar main majdur desh ka pehredar
daru na udhar data dukandar
jindagi bani hai murdar bojh si sanson ka main karzdar
salgadi kahe mujhe zamindar
main jindagi kaise jiyun shandar
chal tujhe main yad dila dun kanoon mein kiya tha sanshodhan
swatantra majur paksh bheem ji ne 1936 mein kiya sthapan

nokri badtarfi pagaar badhati pe
sarkaar ka ho sada niyantran

paryapt tankhwa ho nirvah vetan

pagari raja bonus se khile majduron ka dekho dukhi jivan

bimari bekari apghat ka bima se mile use sarankshan

saste bhade ke a mile makan

kashtkaar kamgaron ka aisa ho jivan
sudharit mil jaye unhe rahnimaan

majurache sangathan nakali mukhavate

majurala hazardous kaam maran dete

kamachya margalila daruch aushadh

tond god karayala gandhakachi sakhar

vishari chemicalche pocket che dudh

tari na mela tar chemical chi daru

dokedukhichya golit cancer chi afu

newspaper var shyayi cha graphite nako khau

are nishpap lekrachya ghasaat cancer nako deu

majurala peti, coat, helmet, torch nako

jhoka chatai bag tiffin boot chatai nako

swasth jivan jagnyacha hakk tyala pahije

lekarana tyachya are shikshan mofat pahije

majur mela tar tyala insurance pahije

main kamgar hun main kamdar
ji lu kaise mein shandar hujur hujur kahoon baar baar

tum main mujhme hai badi deewar

koi rishta nata ghar baar

gulamo ka naya naam kamgar

do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roj parivar

do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roz parivar

+ #revenger #revengerrap #charusheelmanetopic #clueart



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...