azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

s. d. burman – baghon mein bahar hai lyrics

Loading...

[produced by s .d burman]

[mohammed & lata]
ho baagon mein bahar hai, hai
kaliyon pe nikhaar hai, hai
ho tumko mujhse pyar hai
na na na, na na na
na na na, na na na
haaye baagon mein bahar hai
chhodo hato jao pakdo na bahiyan
aaun na main teri baaton mein saiyan

chhodo hato jao pakdo na bahiyan
aaun na main teri baaton mein saiyan
tumne kaha hai dekho, dekho mujhe saiyan
bolo tumko ikraar hai, haan hai
phir bhi inkar hai, haan hai
ho tumko mujhse pyar hai
na na na, na na na
na na na, na na na

tumne kaha tha main sau dukh sahungi
chhup ke piya tere man mein rahungi
tumne kaha tha main sau dukh sahungi
chhup ke piya tere man mein rahungi
main sab kahungi lekin woh na kahungi
tumko jiska intzaar hai, hai
ho phir bhi takraar hai, hai
ho tumko mujhse pyar hai
na na na, na na na
nahi nahi nahi nahi nahi nahi
ho baagon mein bahar hai

achchha chalo, chhedo aage kahani
hoti hai kya bolo pyar ki nishani
achchha chalo, chhedo aage kahani
hoti hai kya bolo pyar ki nishani
bechain rehti hai prem deewani
bolo kya dil bekraar hai, hai
mujhpe aitbaar hai, haan hai
jeena dushwar hai, hai hai
aaj somvaar hai, arre baba hai
tumko mujhse pyar hai, hai
na na na na na na



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...