azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

san cha – door lyrics

Loading...

hook: (mridul)
dekh chuka main tujhe sath kisi aur ke
tera kar dun na main khoon
jaan-e-mann ja meri aankhon se tu door
khwabon se tu door, meri yaadon se door
jaan-e-mann ja meri aankhon se tu door

bridge: (shabd)
aankhon se tu door
meri aankhon se tu door
jaan-e-mann ja meri aankhon se tu

verse: (shabd)
bas bas bas tera ho chuka bhaut ab ..
phan phan phan tuje de du seedhe maut ab..
ha ha ha hasu main tujpe bhaut ab. ..
nah nah nah tune ghaav diya bhaut ab ..
tera katal main kardu ..
pital bhar du tuj mein aur tere naye yaar mein..
nashe hai bhaut jyada
baitha main bekabu hun aaj sharab mein..
paas hai khanjar nasein katu apni ya teri main..
derri main karna ni chahta tu bata
main maar du tujhko ya tere naye wale ko

pre-hook: (shabd)
janemaan tujhse tha pyaar tune shubham ko rulaya
sare puarne hisab pure karne shabd aaya kyuki..

hook: (mridul)
dekh chuka main tujhe sath kisi aur ke
tera kar dun na main khoon
jaan-e-mann ja meri aankhon se tu door
khwabon se tu door, meri yaadon se door
jaan-e-mann ja meri aankhon se tu door

bridge: (shabd)
aankhon se tu door
meri aankhon se tu door
jaan-e-mann ja meri aankhon se tu

verse: (san cha)
dikha panno pe naam tera faad di kitaab maine, (maine)
bewafa tu diya tujhko khitaab maine
pi maine kitni kya iska hisaab lene?
aayi kyun hai wapas tu sach na chupaane de..
mujhse hai pyar? chal jaaney de
jeevan mein zehar ab tere milaane de
tu aur ye teri ada ab nishaane pe
badnaam karunga main tujhe har gaane mein
beshak de naam mera thaaney mein
kasam teri jhooti mujhe ab khaatey dekh
jaisa na mera kuber ke khazaaney mein
lagey thappad chaar tere deewane mein

pre-hook: (san cha)
janemaan tujhse tha pyaar tune sankalp ko rulaya
sare puarne hisab pure karne san cha aaya

hook: (mridul)
dekh chuka main tujhe sath kisi aur ke
tera kar dun na main khoon
jaan-e-mann ja meri aankhon se tu door
khwabon se tu door, meri yaadon se door
jaan-e-mann ja meri aankhon se tu door
dekh chuka main tujhe sath kisi aur ke
tera kar dun na main khoon
jaan-e-mann ja meri aankhon se tu door
khwabon se tu door, meri yaadon se door
jaan-e-mann ja meri aankhon se tu door



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...