azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shevya – aao na lyrics

Loading...

aao na lyrics
[verse 1]
main hoon ek toota sa tara tere kaali raat main
tu hai subah ki pehli kiran mere din mein
kyun na hum milte hai beech mein
yeh aasman ke
chandni aur baadal cheen ke
kho jaathe hai

[chorus]
aao na meri baahon mein aao zara
kaano mein meethi meethi baatein kaho na
meri zulfein hatake nazar milao na
rehna mat ajnabee sapno ko chhodkar aao na

[verse 2]
yeh hawayein gunguna rahi hai kaano mein
yaadein bula rahi hain khwabon mein
kyun na hum chalte hai saath mein
in sapno mein
mujhe kho na mat raahon pe
jab aankhen khuley

[chorus]
aao na meri baahon mein aao zara
kaano mein meethi meethi baatein kaho na
meri zulfein hatake nazar milao na
rehna mat ajnabee sapno ko chhodkar aao na
[bridge]
aaja in baahon mein tu zara
dil ki baatein bata de zara
kho jaa tu saath mere zara
aao na

aaja in baahon mein tu zara
dil ki baatein bata de zara
kho jaa tu saath mere zara
aao na

[chorus]
aao na meri baahon mein aao zara
kaano mein meethi meethi baatein kaho na
meri zulfein hatake nazar milao na
rehna mat ajnabee sapno ko chhodkar aao na



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...