azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shivam sonni – baarish lyrics

Loading...

[verse 1]
selab sa dil kabhi yaha kabhi wahaan jaaye
yakeen tha sabko pehlay khudko ab yakeen dilaye
na mai na chahta galat raah se sapno ko paana
paiso ki dikaton mein bachpan ko guzaar dala
views ka khel ehmiyat na 2+4 view ki
chahe woh jitna marzi bole acha daale gaana
khel na nach ka na videos ab tak daali maine
na moti chain na di gaali maine
wahin pe haara tera yaar sonni pichey raha
apno ko aagey kiya durr shayad zyada kiya
soch toh soch hai soch se hi khush hun
jo na kaabil woh kaabil thorda sa aspasht hun
saza na jaane zindagi ki kaisi seh raha hun
na kiya galat kabhi fir kyun galat seh raha hun
galat hun kya mai,ya galat hai yaha pe sab
ya meri soch galat ya fir mai sochu zyada
jo bhi hai dekha suna ulta usska miley yahan
[chorus]
thorda bojh hai par haunsla hai boht
sapne apno ke,akela lardu roz
thorda sa soch mein aur thorda sa khamosh
paas hun manzil ke par durr lage roz

thorda bojh hai par haunsla hai boht
sapne apno ke,akela lardu roz
thorda sa soch mein aur thorda sa khamosh

[verse 2]
ek kasam toote ek kasam se zyada pyaar hai
baki kya kеhna tere efforts sab bеkaar hai
kisi ko kisi ki na parwaah sab dikhawat hai
sabar toh haina par samay ka bhi sawal hai
jab sahi log sath tab saari musibat kyun
aise halaaton mein tajurba deta sath hai
khwaab mein khwaab hai,hum kaafi zimedaar hai
khwaab se khwaab hai,hum kaafi zimedaar hai

[chorus]
thorda bojh hai par haunsla hai boht
sapne apno ke,akela lardu roz
thorda sa soch mein aur thorda sa khamosh
paas hun manzil ke par durr lage roz
thorda bojh hai par haunsla hai boht
sapne apno ke,akela lardu roz
thorda sa soch mein aur thorda sa khamosh
paas hun manzil ke par durr lage roz



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...